Skip to content

Latest commit

 

History

History
23 lines (18 loc) · 882 Bytes

99_Surah_Zilzaal.md

File metadata and controls

23 lines (18 loc) · 882 Bytes

Number 99: Surah Zilzaal

Classification: Makki Rukus: 1 Ayahs: 8 Subject: Qayamat aor Aakhrat Related Surahs: 100. Surah Aadiyaat, 101. Surah Qari'ah and 102. Surah Takathur

Qayyamat pesh hony ka naqsha

  1. Zameen hilayi jaye gi. Bohat bara zalzalah hoga.
  2. Zameen apne bojh bahar nikal de gi.
  3. Jo murda isme dafan hain jo log mar gaye hn. Sab uthaye jaengy.
  4. Insaan kahy ga usy kiya ho gaya hai.
  5. Us din yeh zameen apne raaz bata de gi.

Amaalnama dikhaya jaye ga

  1. Logon ko apne amaal dikaye jaye gy.
  2. Apne amaalon ki wajha se wo alag kiye jaye gy. Dayen hath waly aor bayen hath waly.
  3. Jisne thori bhi achai ki hogi woh usy dekh le ga.
  4. Jisne zara barabar burai ki hogi woh usko bhi dekh le ga.
  5. Yani har ek cheez recorded hai, mehfooz hai. Wo usay wahan sab nazar ajaye ga.